Vo dono ek dusre me aise ghul jate the jaise paani me shakkar ke danane
Iftifaq to aisa hai, ke naam dono ka ek hai but seeyat ek dusre se alag
ek pyar ki paribhasha hai , to dusra vastavikta ki murat
ek uspe jaan lutata tha to dusre ko is baat ki ilam bhi nahi ke usme bhi jaan hai
vo uski ek hassi ki khatir kuch bhi kar sakta tha , dusra uski hassi ki vajah ko hassi me uda deta hai
Vo uski aankhon se aansu ko behne se pehle rok deta tha , dusra aankho me bhare aansu ko pehchaan bhi nahi paata
Usne behad mohabbat kar ke bhi saath chhod dia to dusre ne mohabbat na hone pe bhi sath nibhane ka vada kar liya.

No comments:
Post a Comment